Posts

Showing posts from September, 2020

Khuda Bhi Apne Hone Ka Kya Kya Saboot Deta Hai.

Image
   Wohi Rakhega Mere Ghar Ko Balaaon Se Mehfooz, Jo Shajar Se Ghosla Girne Nahin Deta. Hawa Khilaaf Thi Lekin Chirag Bhi Khoob Jala, वही रखेगा मेरे घर को बलाओं से महफूज, जो शजर से घोसला गिरने नहीं देता। हवा खिलाफ थी लेकिन चिराग भी खूब जला, Khuda Bhi Apne Hone Ka Kya Kya Saboot Deta Hai. Ehsas-E-Nidaamat, Ek Sajda Aur Chashm-E-Tar, Ai Khuda Kitna Aasaan Hai Mananaa Tujh Ko. खुदा भी अपने होने का क्या क्या सबूत देता है। एहसास-ए-निदामत, एक सजदा और चश्म-ए-तर, ऐ खुदा कितना आसान है मनाना तुझ को। Khuda Ko Bhool Gaye Log Fikr-E-Rozi Mein, Talaash Rizq Ki Hai Raaziq Ka Khayaal Nahi. Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo, खुदा को भूल गए लोग फ़िक्र-ए-रोज़ी में, तलाश रिज्क की है राजिक का ख़याल नहीं। मोहब्बत कर सकते हो तो खुदा से करो, Mitti Ke Khilono Se Kabhi Wafa Nahi Milti. Ek Muddat Ke Baad Hum Ne Yeh Jaana Ai Khuda, Ishq Teri Zaat Se Sacha Hai, Baki Sab Afsane. मिट्टी के खिलौनों से कभी वफ़ा मिलती नहीं। एक मुद्दत के बाद हम ने ये जाना ऐ खुदा, इश्क तेरी ज़ात से सच्चा है वाकी सब अफसाने। Karam ...